>
Mera name saurabh pandey hai mai ek vadic astrologer hun aur mai is app ke madhyam se logon ko paramars Dene ka prayaas karunga aur is aap ko bhi aage badhate huye khud bhi aage badhna chahta hu aur mai apne madhyam se customer ko jyada se jyada santust karne ka prayaas karunga kripaya mujhe iska awasar pradaan kar Maine 2 saal tak ayodhya gurkul mai vadic jyotish ki Shiksha grahan ki hai aur mai vadic jyotish par 2 saal se karya kar raha hu Mera 2 year ka Puja path ka bhi experience hai mere poorvaj bhi astrologer ke roop mein karya kate tha jisko dekh kar mai unse prerit hua aur tab se mai bhi vadic astrology ki Shiksha grahan ki aur aaj isi ke madhyam se logon ko paramars deta hu