>
mera naam Sandeep Singh hai Maine astrology ka adhyayan Ayodhya se Kiya hai mujhe is Kshetra mein 5 sal ka Anubhav hai maine abhi tak 100 se 150 kundli ka nivaran Kiya hai aur main abhi tak offline client ko dekhta tha aur ab main online platform join karna chahta hun