Mera naam Shivam hai main Gonda Uttar Pradesh ka Rahane wala hun vartman mein main Ayodhya mein rahakar jyotish ka karya kar raha hun hamara shaikshnik yogyata graduation hai main Apne gurujanon ke pass rahakar jyotish ke Shiksha prapt Ki hai aur pichhle 4 varshon se main jyotish ka karya kar raha hun Vaidik jyotish Shastra ke madhyam se carier business love marriage legal matter per main bhavishyavani karta hun