Mera naam Manish Kumar Pande hai main Shri Ayodhya Dham ka Rahane wala hun main Pichhle 5 varshon se Jyotish ke Kshetra Mein Karya kar raha hu, hamne Jyotish ka prarambhik gyan, Hamne Apne Dada Ji Se avam Ayodhya Dham mein rahakar Apne Ek bhaiya ji se Sikha hai Main Apne sabhi cliento ka sampurn Samadhan karta hu avam unhe uchit upay batata hun jisse Unka Karya Safal ho sake aur vah dobara se Humse paraamarsh Le sake dhanyvad, Jay Mata Di